|
JATANA nahi aata
log rooth jaate hain mujhse aur mujhe MANANA nahi aata mai chahti hoon kya mujhe JATANA nahi aata aansuon ko pina puraani aadat hai mujhe aansoo bahana nahi aata log kahte hain mera dil hai patthar ka isliye isko pighlana nahi aata ab kya kahoon mai kya aata hai, kya nahi aata bas mujhe mausam ki tarah BADALNA nahi aata
|
|